Bedeutung
Facebook
Twitter
Problem melden

Jashn-E-Bahaaraa Songtext

Kehne ko jashn-e-bahaara hai
Ishq yeh dekh ke hairaan hai
Phool se khushboo khafaa hai gulshan mein
Chhupaa hai koi rani fizaa ki chilmann mein
Saare sehne mazaare hain
Soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein khoyee khoyee se baatien hain

Kaise kahen kya hai sitam
Sochte hain ab yeh hum
Koi kaise kahen woh hain ya nahin hamaare
Karten toh hain saath safar
Faasle hain, phir bhi magar
Jaise milte nahin kisi dariya ke do kinaare
Paas hai jo paas nahin
Hum ko yeh gham raas nahin

Sheeshe ki ik deewar hai jaise darmiyaan

Hum ne jo tha naghmaa suna
Dil ne toh usko chunaa
Yeh daastaan humein waqt ne kaisi sunaaye
Hum jo agar hai ghangi
Woh bhi udhar khush toh nahin
Milaqaatan mein jaise ghul si gayee tanhaayee
Milke bhi hum milte nahin
Khil ke bhi gul khilte nahin

Aankhon mein hai bahaarein
Dil mein khizaa

Kehne ko jashn-e-bahaara hai
Ishq yeh dekh ke hairaan hai
Phool se khushboo khafaa hai gulshan mein
Chhupaa hai koi rani fizaa ki chilmann mein
Saare sehne mazaare hain
Soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein khoyee khoyee se baatien hain
Kehne ko jashn-e-bahaara hai
Ishq yeh dekh ke hairaan hai
News
Sasha: Der Sänger musste sein Leben umkrempeln
Vor 17 Stunden
Sasha: Der Sänger musste sein Leben umkrempeln
Lenny Kravitz: Auftritt bei der UEFA Champions League Finale Kick Off Show by Pepsi
Vor 17 Stunden
Lenny Kravitz: Auftritt bei der UEFA Champions League Finale Kick Off Show by Pepsi
A. R. Rahman - Jashn-E-Bahaaraa
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru